Wednesday 28 March 2012

na in se darna na jhokna hai. yehen hum ne marna hai

na in se darna na jhokna hai.
yehen hum ne marna hia.
ye apni zor lgaen ge.
hum apna zor dekhein ge.
na in se darna na jhokna hai
yahan hi humara dharna hai.
tum jantna hum ko rondo ge.
hum utne hi obhren ge.
kal ko vate to hum se lena hai.
hun ne b thenga dena hai.
yahen humara marna hai.
yehan humara jeena hai.
shakeel sirf oper wala se darna hai.
yahan humara dharna hia.yahan humara dharna hai.

No comments:

Post a Comment